New Delhi: Anant Chaturdashi 2020 is being observed today (September 1). Anant Chaturdasi shubh muhurat begins at 5:59 am today and ends at 09:38 am today. On this day, Vishnu's Ananta or eternal form is worshiped. This Ananta form of Vishnu created Lord Brahma from a lotus that bloomed from his navel, and hence he is also hailed as Ananta Padmanabhaswamy. Check out the lyrics of the popular Jai Jagdish Hare aarti Om Jai Jagdish Hare Swami Jaya Jagdish Hare Bhakta janon ke sankat (2) Kshan me door kar Om Jai Jagdish Hare Jo dhyave phal paave Dhukh vinashe man ka Swami dhukh vinashe man ka Sukh sampati Ghar aave (2) Kashht mite tan ka Om Jai Jagdish Hare Mata pita tum mere Sharan padun mai kis ki Swami sharan padun mai kis ki Tum bina aur na dooja (2) Aas karun mai kis ki Om Jai Jagdish Hare Tum puran paramatma Tum Antaryami Swami Tum Antaryaami Para Brahma Parameshwara (2) Tum sab ke Swami Om Jai Jagdish Hare You are the Supreme power, you know everything, you are the one who has created this Universe, you are everyone's God. Salutations to Jagdish, the Lord of the Universe Tum karuna ke saagar Tum palan karta Swami Tum palan karta Mai sevak tum swaami (2) Kripa karo bharta Om Jai Jagdish Hare Tum ho ek agochar Sab ke pran pati Swami sab ke prana pati Kis vidhi milun dayamaya (2) Tum ko mai kumati Om Jai Jagdish Hare Deena bandhu dukh hartaa Tum rakshak mere Swami tum rakshak mere Apne hast uthao (2) Dwar khada mai tere Om Jai Jagdish Hare Vishaya vikar mithao Paap haro deva Swami paap haro deva Shraddha bhakti badhao (2) Santan ki seva Om Jai Jagdish Hare Tan man dhan sab kuch hai tera Swami sab kuch hai tera Tera tujh ko arpan (2) Kya laage mera Om Jai Jagdish Hare Om Jai Jagadish Hare Swami Jai Jagadish Hare Bhakta janon ke sankat (2) Kshan me door kare Om Jai Jagdish Hare